LOVE SHYARI IN ENGLISH,BEAUTIFUL SHYARI,DIL LOVE SHYARI
Best Love Shayari in Hindi and English Font: THIS IS GOOD SHYARI FEEL happy shyari .best shyari line is always best shyari and provide best again and again shyari shyari in 2020 is good and make a day happy .good shyari always friends closed .and feel best friends both
Nazre Karam Mujh Par Itna Na Kar,
Ki Teri Mohabbat Ke Liye Baagi Ho Jaaun,
Mujhe Itna Na Pila Ishq-E-Jaam Ki,
Main Ishq Ke Jahar Ka Aadi Ho Jaaun.
नज़रे करम मुझ पर इतना न कर,
की तेरी मोहब्बत के लिए बागी हो जाऊं,
मुझे इतना न पिला इश्क़-ए-जाम की,
मैं इश्क़ के जहर का आदि हो जाऊं।
Hamen Seene Se Lagakar Hamari Sari Kasak Door Kar Do,
Ham Sirf Tumhare Ho Jaye Hamen Itna Majaboor Kar Do.
हमें सीने से लगाकर हमारी सारी कसक दूर कर दो,
हम सिर्फ तुम्हारे हो जाऐ हमें इतना मजबूर कर दो।
Apni Kalam Se Dil Se Dil Tak Ki Baat Karte Ho,
Seedhe Seedhe Kah Kyon Nahin Dete Ham Se #Pyar Karte Ho.
अपनी कलम से दिल से दिल तक की बात करते हो
सीधे सीधे कह क्यों नहीं देते हम से #प्यार करते हो।
Ghayal Kar Ke Mujhe Usne Poochha,
Karoge Kya Phir Mohabbat Mujhse,
Lahoo-Lahoo Tha Dil Mera Magar
Honthon Ne Kaha Beintha-Beintha.
घायल कर के मुझे उसने पूछा,
करोगे क्या फिर मोहब्बत मुझसे,
लहू-लहू था दिल मेरा मगर
होंठों ने कहा बेइंतहा-बेइंतहा।
Nahin Hai Ab Koi Justaju Is Dil Mein E Sanam,
Meri Pahli Aur Aakhiri Aarzoo Bas Tum Ho.
नहीं है अब कोई जुस्तजू इस दिल में ए सनम,
मेरी पहली और आखिरी आरज़ू बस तुम हो।
Khade-Khade Sahil Par Hamne Shaam Kar Di,
Apna Dil Aur Duniya Aap Ke Naam Kar Di,
Ye Bhi Na Socha Kaise Guzaregi Zindagi,
Bina Soche-Samjhe Har Khushi Aapke Naam Kar Di.
खड़े-खड़े साहिल पर हमने शाम कर दी,
अपना दिल और दुनिया आप के नाम कर दी,
ये भी न सोचा कैसे गुज़रेगी ज़िंदगी,
बिना सोचे-समझे हर ख़ुशी आपके नाम कर दी।

Comments
Post a Comment